Friday, 29 May 2020

Janiye snake ke bare me 10 amazing facts

Aamtour bhari duniya me hum snake (Saanp) ke bare me bahut sunte aaye hai. kabhi vo mar gaya snake ke katne se to kabhi eski maut ho gayi saanp ko katne se. Is tarah ke ghatnaye hm aay din sunte aa rahe hai.aur aapke bhi sahar me kabhi na kabhi koe na koe sanp ki katne se maut zaroor huya hoga.aur esliye aaj hm aapko batane wale hai snake ke 10 aise amazing fact jo sayad aapko janna zaroori hai.taki aap bhi sanp se hemsha sachet rahe. aur ye bhi bat hai ki aap jitna snake ke bare me janenge utna hi apke liye achha hoga.





Dosto snake bhi insano ki tarah hi apna jan ki rksha chahate hai.ye bat alag hai ki saanp apni jan bachane ke liye insan ko katte hai. uske bhi insaan ki fidrat ki tarah hi banaya gaya hai. ki apni jan ko ya apne parivar ke jan ko bachane ke liye woh log dusro ko ghat pahucha jate hai.kyuki wo bhi hm sab ki tarah hi wo apne parivar aur apni jan se pyar karte hai.





Is post mai jo 10 amazing bate aapko bata rha hu. WOh bilkul real fact hai, jise scientist ne es amzing fact ki pusti ki hai. Chaliye jante hain snake ke bare me 10 amazing fact.





snake ke bare me 10 amazing facts

Snake ke bare me 10 Amazing facts:-





Dosto mai es article me sirf 10 hi fact bata rha hu.kyuki agar mai jyada fact bata dunga es article me to  ye bahut lamba article ho jayega aur fir aapko padhne me interesting ke jagah boring lagna start ho jayega. to chaliye jante hai us amazing fact ke bare me.





1.Duniya me snake ka hi ek aisa prjati ka animal hai jo dinosor ke jamane se chalta aa raha hai. kehne ka matlab yah hai ki. snake hi hai jo dinasor ke samay ka astitv wala jiv hai.





2.Duniya me 2700 se bhi jyada tarah ke sanpo ki prjatiya payi jati hai.jisme se 500 lagbhag sanpo ki prjatiya jahrili hoti hai.





3.Sabse jyada sanp hamare duniya me brazil aur africa me payi jati hai.africa me sanpo ki tadat etna jyada hai ki vha lagbhag 1600 log sal me sanp ke katne se marte hai.





4. Black mamba ko katne se log esliye jaldi bachne ki chance nahi rkhte hai.kyuki black mamba anay sanpo ki tulna me 12 bar jyada katta hai.kahne ka matlab yah hai ki black mamba jab aapko katega tab vo 1 bar nahi balki 12 bar aapko katega. jisse aapka bachme ka chance bahut kam hota hai.





5.Africa me sabse jyada black mamba snake ko katne se logo ki maut hoti hai.sanp kate logo ko hospital me sabse pahle black mamaba ka dose diya jata hai.





6.logo ki manana hai ki sanp ko dhoodh pilaya jata hai.jisse vah vfadar ho jata hai. lekin asliyay yah hai ki sanp dhoodh nahi pita kyuki dhoodh pine se  uske maout hone ka chancr bahut jyada hota hai.





7. jaha duniya me log sanp ko dekhne se bhi darte hai vaha China me log sanp ko maje se paka kar khate hai.





8.Brazil me ek aisa land hai jo sea ke bich me hai .aur vaha har 10 kadam par aapko 50 sanp milenge. vaha par jana sarkar ke dwara mana kar diya gaya hai.





9.Snake kabhi apne kano se koe bhi bat sun nahi oate hai.ve bahre hote hai.lekin unke pas freaquancy sunne ki shakti had se jyada hoti hai.jiski vajah se ve apna jan bachate hai.aur sun pate hai.





10.hamare desh me sirf 7%  ke snake ko katne se hi sirf maut hoti hai.





aur ek fact Duniya me sabse jyada jahrila sanp smundr ke anadr payi jati hai.aur dharti par sabse jyada jahrila sanp Black mamba ko mana jata hai





Last Word





Yeh tha snake ke bare me 10 amazing facts, Toh doston mujhe umeed hai aapko yah saanpo ki ke bare me 10 amazing bate aapko pasand aaya hoga.aur aapko snake ke bare me kuch naya janne ko milega.





agar aapko yah article achha laga ho to apne dosto ke sath social media par share karna na bhule kyuki vo bhi saanp ke bare me ye aab 10 amazing facts bate jan jayenge aapke ek share se.





Aise hi Updates or Knowledgeable Jankari pane ke liye Knowledge finder blog follow or hamare Facebook page like karna na bhule. Thank you


The post Janiye snake ke bare me 10 amazing facts appeared first on Knowledge finder.