Friday, 29 May 2020

Flipkart paylater account full details Hindi me

Namaskar dosto, aaj ke is post me hum janenge Flipkart paylater account kya hai, Paylater account kaise kaam karta hai, paylater account ke bare me puri jankari denge!

 



 

Flipkart Paylater account kya hai ?


Dosto sabse pehele aap ko Bata du yeh paylater account Flipkart ka ek service he jiske madad se aap Flipkart se 5,000 se lekar 60,000 rupees Tak aab credit le payenge. Like Bank credit card ke jesa or Dosto halaki yeh service sabhiko nehi milta he. Jo banda Flipkart par sahi sahi se thoda bahut products purchase Kiya he unlogoko hi Mila he.


Flipkart Paylater account kya hai


 

Flipkart paylater account kaise kam karte hai 


Toh Dosto aaiye aab jante is flipkart paylater account ka Paisa kab pay karna padhta hai or konsi tarik ko bill generated hota he. Toh aapko bata du ki Flipkart paylater account se aapko kuch buy karna he toh kpnsi tarik me karna chahiye.


Agar aap Flipkart paylater account madad se koyi product kharid na chahate ho toh me recommend karunga aap 10 tarik ke bad hi order Kare Kyu ki Flipkart paylater account ka Jo payment karna hota he woh har mahina 10 tarikh ko payment karna padta he. aagr aap 10 tarikh ko payment nehi karenge toh Aapko interest Dena hoga Jese ki bank se loan lene se Dena padta he.


 


Aab bat karta hu manlijiye aapne 11 tarik ko Flipkart paylater account se kuch kharida toh aapko kounsi tarik ko aapka payment generate hoga. Flipkart paylater account ka bill generate hota he har mahina 1 tarik ko or aapko 1 tarik ko mobile me massage aayega ki aapka kitna bill hua he or aapko 10 tarikh ke pehele Dene ke liye request karega.


Toh aapko me yehi kehena chahta hu ki aagar aapko Flipkart paylater account ka Subhida Mila toh aap accha see proyog Kare taki Flipkart walo ne aapke upar purah biswas Kare. Or Han Dosto me bata du ki aapko Flipkart paylater account se 5000 ke credit Mila toh Aapko or upgrade Diya jayega upto 60,000 Tak ka aap credit lekar shopping Kar payenge uske liye aapko time to time payment karna hoga.





Last word:





Toh Dosto aaj ke is post me yehi aapko jankari Dena tha Flipkart paylater account kya hai , Flipkart paylater account kaise kam krta hai. flipkart ke bare mein. asha karta hu aapko pasand yeh post aaya hoga.





Aap hamare Knowledge finder ke latest updates pane ke liye Facebook page like kare, Right side par Bell icon ko subscribe kare.





“HAR BAAR KI TARAH APKA KEEMTI SAMAY DEKAR HUMARE ARTUCLE KO PADHNE KE LIYE AUR KNOWLEDGE FINDER PAR VISIT KARNE KE LIYE BAHUT BAHUT DHANYAWAAD”





Yeh Bhi padhe –





  • Snapchat kya hai ?
  • Khata book app kaise use kare ?
  • Pubg game pc mein kaise khele

The post Flipkart paylater account full details Hindi me appeared first on Knowledge finder.