Friday, 29 May 2020

Whatsapp chat archive kaise kare | How to archive chat on whatsapp in Hindi


Whatsapp Archive Chat kya hai ? | Whatsapp chat archive kaise kare | How to archive chat on whatsapp in Hindi


Doston kaise hain aap sab Asha Karti hun aap theek Honge knowledge finder per aapka bahut bahut Swagat hai. aaj ke is post Mein Ham janne Wale Hain WhatsApp par chat archive kaise karen Jaane Ki WhatsApp per Jo Ham chat hai usko Archive kaise karte hain aur WhatsApp chat archive karne ka kya matlab hai.


Agar aap bhi WhatsApp user hai aur aap ko option dikhta hai aur galti se archive kardete hain to use achieve ka kya matlab hota hai Iske kya fayde Hain aur iski kya importance hai Iske bare mein Ham janne Wale Hain details Mein.


Toh Chaliye Shuru karte hain Hamare aaj ke is post ko aur Jante Hain WhatsApp archive Feature ke bare mein.


Whatsapp chat archive kaise kare


WhatsApp chat achieve kya hai


WhatsApp chat achieve Ka Matlab Hai Kisi bhi vyakti ko apni chat list se Hide Kar Ke Rakhna agar aap WhatsApp Ki Kisi bhi chat ko achieve kar dete Hain To vah aapki chat list mein nahin dekhega vah Archive list Mein Chala Jaega. basic Uske messages aa Rahe Honge Magar vah achieve Mein Honge aapko vahan chat list mein dekhne Ko Nahin Milenge.


WhatsApp per chat ko achieve kaise karen, whatsapp chat Hide Kaise kare


Agar aap kisi ki bhi chat ko achieve karna chahte hain to sabse pahle Uske Naam per Kuchh der tak type karke rakhiye aur aapko Ek box ka image aaega jo ki niche ki taraf Aero show karega use per aapko click kar dena hai tab jakar vah Archiveho jaega


WhatsApp chat ko Archive karne ka dusra Tarika bhi hai agar aap kisi ko bhi achieve karna chahte hain to sabse pahle Uske WhatsApp ko open kijiye yani ki Uske message box mein jaaiye aur aapko three dots Milenge vahan aap click kijiye Uske bad aapko Archive ka option mil Jaega aap us per click kar dijiye bus aapki vah chat achieved ho jayegi.


Aap use chat ko unarchive karna chahte hain to aapko Usi ke option mein jana hai aur Unarchive per click kar dena hai aur unArchive karne ke bad vah chat aapke WhatsApp chat per Nazar Aane Lag Jayegi.


Final word


Toh doston yeh Thi Jankari WhatsApp chat archive karne ke bare mein. mai Asha karti hun aap Jaan Gaye Honge ki WhatsApp chat achieve Kya Hai, WhatsApp chat achieve kaise karen. Agar Aapko Hamari aaj ki yah post acchi lagi ho to usko Apne friends aur family ke sath Jarur share Kijiye


Aise hi knowledgeable post ke notifications ko pane ke liye Hamare website ko follow aur Hamare Facebook page ko like karna na Bhule. Aapka Hamari aaj ki yah post read karne ke liye bahut bahut Dhanyavad.



The post Whatsapp chat archive kaise kare | How to archive chat on whatsapp in Hindi appeared first on Knowledge finder.